ये जो मीठी हवा
तुझे छू के आयी है,
सांसों मे बन्द है,
रोशनी मुस्कुराई है।
ये जो मीठी हवा
तुझे छू के आयी है,
चांदनी मे ओढ़ी है,
पलकों पे सजायी है।
ये जो मीठी हवा
तुझे छू के आयी है
होठों को छूकर,
कानों मे गुनगुनायी है।
कि फिर तेरी याद आयी है,
कि फिर तेरी याद आयी है।
*****************
yeh jo meethi hawa
tughe chu ke aaye hai
sansoon mein bandh hai
roshni muskuraye hai
yeh jo meethi hawa
tughe chu ke aaye hai
chandni mein oode hai
palkoon per sajaaye hai
yeh jo meethi hawa
tughe chu ke aaye hai
hoothon ko chu kar
kanoom mein gungunaye hai
ki phir teri yaad aye hai
ki phir teri yaad aye hai
*******************
जज़्बात को लफ़्ज दूँ ,
ये मुझसे नहीं होगा।
अश्क लब पर ही रुक जायें
हाथ बढ़ा दे॥
है तुझसे गुजारिश
मेरे इन्तज़ार को
एक बार मुस्कुराकर अंजाम दे,
कत्ल कर मेरी याद को दफ़ना दे।
अब दर्द पलकों पे नहीं रुकता
ये छलक के बिखर जायें,
ऐसी इन्हें सजा दे
कि मैं जियूँ बगैर तेरे
मुकम्मल हो तेरी दुआ
बस मेरी कब्र खुदवा दे।
***************
jazbaat ko laabaz doon
yeh mughe se nahi hoga
ashak labh per hi
ruk jaayein
haath bada de
hai tughe se gujarish
mere intaazar ko
ek baar musukura kar anjaam de
kaatl kar mere yaad ko dafnaade
aab dard palkoon pe nahi rukta
yeh jalak ke bhikahr jaye
aise inhee sajaa de
ki mein jeeyuon bageer tere
mulkamal ho teri dua
bus meri kabar khudva de
*********************
Miss Charu Puri is Junior Research Fellow (JRF-CSIR) in the Computer Science Department of Delhi University
चारू जी की कविता का बहुत स्वागत और आप को धन्यवाद। एक शोधार्थी की कवितायें अपने आप में सुन्दर कृतित्व हैं।
bahut pyari kavita hai dono bhi.
http://mehhekk.wordpress.com/