अधूरी गज़ल…

कि फ़िर आज
गमे अश्क
बहाये हैं।
आँखों से छलके हैं,
पैमाने मे उतर आये हैं।

सिसकती है आह
दर्द मचलता है
आब-ए-अश्क है के
पैमाने से भी झलकता है।

उम्मीद अब धुंधली सी
नज़र आती हैं।
तेरे आगोश मे
गरम सांसें
सिमट सी आती हैं।

आरज़ू फिर दम भरती है
तेरी परछाई है के छू
के मुझे सुन्दर करती है

अब तमन्ना है
कि मचल जाऊँ
तू आये
और……..

अगर मै कहूँ कि
मुझे तेरा इन्तज़ार नही था
तो झूठ होगा
मुस्कुराहट पलकों पे
उतर आये
अगर तुम हाथ बढ़ा दो

खुदा जाने
खुदा की मन्जूरी
जो थी अधूरी गज़ल
तेरे एहसास ने कर दी पूरी।

Your ads will be inserted here by

Easy Plugin for AdSense.

Please go to the plugin admin page to
Paste your ad code OR
Suppress this ad slot.

ki phir aaj
gaamein aashak
bahaayein hain
aankhoon se chaalkein hain
peymanien mein uteer aayein hain

seesaktee hai aah
dard machalta hai
aab aashk hai kee
peymanein see bhi jhalaktaa hai

ummed aab doohndlee se
najar aate hai
tere aagoosh mein
garam saasein
seemaat see aatein hain

aaaarjoo phir dam bharti hai
tere perchaiye hai ke choo
ke mughe sunder karte hai

aab tamanaa hai
kee maachal jaaoon
tu aaye
aur………..

aagar mein kahoon kee
mughe tera intejar nahi thaa
too ghooth hogaa
muskurahaat palkoon pee
uteer aaye
aagar tum haath baadaa do

khudaa jaane
khudaa kee manjuree
jo thee aadoore
ghajal
tere ehsas ne kar dee puree

-Charu Puri

Junior Research Fellow (JRF-CSIR)

Computer Science Department

New Delhi (IINDIA)

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.